Additionally, paste this code immediately after the opening tag:

Fazaail Surah Jummah سورہ جمعہ‎

Surah Jumma Jummah k roz Surah Jumma ko 11 baar parhnay se buhat sawab milta hai aur Allah raazi hota hai, a...

Free

Store review

Surah Jumma
Jummah k roz Surah Jumma ko 11 baar parhnay se buhat sawab milta hai aur Allah raazi hota hai, aur naam e amaal main 10 guna zayda naikiyo ka izaafa karta hai.

Taraqi e Rizaq k liye Surah Jumma ko Tahajud ki namaz k baad 3 martaba 41 roz tak parhanay se band kaam shuru ho jaye ga aur rizaq main barkat ho gee aur hasool e rizaq main asaani paida ho jaye gee.

Agar kisi shakhs main pabandi e waqat na ho tau usay chaiye k wo Surah Jumma ko 40 days tak baad namaz Asar rozana parhay In Sha Allah us k mizaaj main pabandi e waqat paida ho jaye gee.

Recite Surah Jumma and make yourself punctual to work and be on time, be Habitual...

Last update

April 10, 2020

Read more